Cg व्यपाम की ओर से 2020 की सम्पूर्ण प्रवेश परीक्षा ली जानी थी जो पूरी तरह से रद कर दी गयी है और परीक्षा शुल्क परिक्षाथियों के बैंक एकाउंट में वापस भेजी जा रही है ।
वर्ष 2020 में व्यपाम की ओर से होने वाली सभी प्रवेश परीक्षा को रद्द कर दिया गया है और सभी विभाग एवं परिक्षार्थी को इस सूचना के बारे में व्यपाम अपने वेब साइट में नोटिस बोर्ड पर लगा कर सभी को सूचित किया जा चुका है । जो भी परीक्षा में भाग लेने के लिए फार्म भरे थे उनका सभी पैसा उनके बैंक अकाउंट में वापिस ट्रांसफर किया जा रहा है ।
Kaun kaun si Pariksha I Hui Hai Raad :- 2020 ki Sabhi entrance exam Pre Engineering Test , PPHT , pre Polytechnic test , pre MCA , pre agriculture test , pre Bachelor in education , bed , Pre DELED , pre Bsc bed , pre BA Bed , pre BSc nursing , pre MSc nursing , pre post basic nursing . Ine Sabhi Pravesh Pariksha ka radd hone ke pakshat candidate ko Unka Paisa Wapas kar diya gaya hai. aur vibhagiya tour per Apne Apne Vibhag se online counselling ki prakriya Shuru kar di gai hai . Candidate Vibhag ke official website per jakar Ke Apna online counselling form Bhar sakte hain .
Kyon Hui Pariksha radd :- Pariksha radd hone ki mukhya vajah aap sabhi ko pata hai Jiske Chalte a 2020 Pravesh Pariksha Vyapam ki or se radd kar di gai hai .
Kya Cg tet 2020 exam bhi radd hoga :- Chhattisgarh teacher eligibility test 2020 exam radd Nahin Hua Hai . Raja Ki vastvik sthiti thik Hote he CG tet 2020 exam jald hi conductor karaya Jayega . Exam hone ki Suchna Vyapam Apne website per Suchit Kar Dega .
TET kya h / what is a TET :- TET ka full form hota hai teacher ability test . Jo bhi student affair Thi Aage chalkar Apna career teaching Mein yah teacher Banna Chahte Hain unhen yah exam pass karna Hota Hai . Yah exam varg 3 aur varg 2 ke liye Kare Jaati Hai . Varg 2 ke liye alag alag group science group aur art group se Sawal Puche Jaate Hain .
Yah exam 150 anko ka 150 prashn Puche Jaate Hain jisse a Dhai ghante mein main banana Hota Hai . Ya exam Chhattisgarh state level per CG Vyapam ki or se Li Jaati Hai. Tatha Central level per CTET ke naam se ya exam conduct karaya jata hai .
Ctet exam :- Central level per teacher eligibility test varsh Mein Do Bar conduct karaya jata hai .
CTET ka exam fees General or OBC varg ke liye 01 paper ka 1000 rupaye tatha donon paper ka 1200 rupy hy . ST evm SC varg ke liye 01 peper ka 500 rupaye tatha dono paper ka 600 rupy sulk nirdharti h .
आपके Comment का Reply जल्द ही मिल जाएगा आप दोबारा इस पोस्ट पर Visit करके अपने कमेंट का Reply देख सकते हैं
1 Comments:
New CommentsMandi nirikshak ka Pdf kaha se download hoga