अभ्यास GK .COM HOME JOB GK Motivation News CTET

Eklavya school में 1077 पदों पर शिक्षको की भर्ती के लिए निकली बम्फर भर्ती

छत्तीसगढ़ के 71 एकलव्य स्कूल में 1077 पदों पर भर्ती के लिए ऑनलाइन आवेदन प्रारम्भ हो चुकी है 

छत्तीसगढ़ के 71 एकलव्य स्कूल में 1077 पदों पर भर्ती के लिए ऑनलाइन आवेदन प्रारम्भ हो चुकी है

Bharat Sarkar janjati Karya Mantralaya Nai Delhi dwara Pradesh Mein sanchalit Eklavya school ke sanchalan Hetu gathit Chhattisgarh Rajya stariya aadim Jati Kalyan awasiya evm Ashram shaikshnik Sanstha Samiti Raipur ke antargat sanchalit Eklavya Aadarsh awasiy schoolon Mein shaikshnik str 2020 - 2021 Hetu astyay Roop se adhyapan Karya Hetu Atithi shikshakon ki vyavastha Patra abhyarthiyon se online aavedan Patra aamantrit kiye jaane ke liye prarambh ho chuki hai


0nline application date

Starting date :- 22/09/2020
End date :- 14/10/2020

Chhattisgarh mein 2020 - 21 ke liye a teacher bharti ke liye 71 Eklavya school ke liye 1077 teacher vacancy Jari ki gai hai jismein vibhinn padon per Bharti Li Jani hai. 

Pado ke naam evm pado ki sankhya :- 

1) PGT hindi  :- 06
2) PGT English :- 08
3) PGT maths :- 05
4) PGT chemistry :- 05
5) PGT physics :- 09
6) PGT biology :- 05
7) TGT hindi :- 87
8) TGT English :- 88
9) TGT maths :- 86
10) TGT science :- 76
11) TGT social science :- 77
12) music teacher :- 24
13) art teacher :- 69
14) physical Mel teacher :- 19
15) physical female teacher :- 68
16) librarian :- 25
17) hostel warden mal :- 60
18) hostel warden female :- 66
19) technical assistant :- 25
20) medical attendant mel :- 10
21) medical attendent female :- 65
22) students counsellor :- 25
23) accountant :- 25
24) Jr. Assistant :- 65
25) care taker :- 64
26) lab assistant :- 15

Total post :- 1077

Age limit :- abhyrthi ke liye date 1/1/2020 ko nuyntm 21 varsh aur 35 vrsh se adiktm na ho .

 Nivas :-  Chhattisgarh Nivas ke sambandh mein Chhattisgarh shasan Samanya prashasan Vibhag ki  or se anusuchit jaati anusuchit janjati ke liye vishesh up Bandhe Diye gaye hain .

Application fees :- pratyek form ke aavedan ke liye hr aavedak ko 100/-  rupaye ka sulak Ada karna hoga . Jo Eklavya Vidyalay ke ke bank khate Mein Jama karvani Hogi. Bank khate ka detail Iske official notification se aap prapt kar sakte hain . 

Experience certificate :- candidate ka experience certificate Manyata prapt shasakiy Sala , shasakiy anudan prapt Shala , Central School , Navodaya School , Prayas School aadi koi bhi Central School main kam kiye ho aur vahan ke head of department Se hastakshar Kiya hua Praman Patra hi Manya hoga . 

Vetan ya payment kitna milega :-  1077 pdo ki bhrti me vibhinn pad Hai Jiske Liye mandey vetan Maan bhinn bhinn Rakhi gai hai . 

PGT :- 47600/-
TGT :- 44900/-
Physical education teacher :- 35400/-
Music teacher :- 35400/-
 art teacher :- 35400/-
 librarian :- 44900/-
hostel warden :- 29200/-
technical assistant :- 35400/-
 lab assistant :- 25500/-

Joining process and form submission pattern :- ine vibhinn padon mein se Kisi bhi pad per aavedan karne ke liye aavedak ko online form submit karna hoga . Online aavedan karne ke liye Ye are Veda ko Eklavya ke official website www.eklavya.cg.nic.in pr Apna online form submit kar sakte hain . 


नोट :- online form submit karne se pahle Ek Bar official notification ka alokin acche se karle, Sabhi Jankari acche se prapt kar le tabhi aavedan submit Karen ।

Iska official notification Mere Telegram group Abhyas online class search karke aap aasani se download kar sakte hain . 



Share Post



Comment Instructure
आपके Comment का Reply जल्द ही मिल जाएगा आप दोबारा इस पोस्ट पर Visit करके अपने कमेंट का Reply देख सकते हैं
ऊपर Image/Text पर click करें