अभ्यास GK .COM HOME JOB GK Motivation News CTET

Army public school for requirement teacher PGT TGT And PRT आर्मी पब्लिक स्कूल में टीचर जॉब जल्दी करे आवेदन

आर्मी पब्लिक स्कूल में टीचर भर्ती जल्दी करे आवेदन , आवेदन सीमित समय के लिए 

Army  public school main teacher ki Niyukti ke liye lagbhag 8000  rikt Pado par Bharti ke liye requirement Jari Kiya Hai .  Jisme 3 alag alag pad hai . PGT , TGT And PRT ke liye bhrti ki jani h . Arthat vyakhyata  ,Sahayak Shikshak  , Shikshak pdo pr bhrti honi hy.   jo bhi candidate is post Ke Liye izabel Hai vah jald se jald aavedan kar sakte hain . Sampurn Jankari ke liye Ye Ne Che padhe. 

 niche ine Baton per sampurn varnan ki gai hai :- 

1) application starting date ending date exam date and result date  kya kya hai

2) iske liye age limit kya hai

3) application fees Kya Hogi

4) job ke liye vacancy detail

5) Army school teacher is ability kya honi chahie 

6) CTET / TET anivarya hai ya nahin

7) kaun kaun se subject ke liye aavedan kar sakte hain

8) iska selection process kya hai

9) online screening exam kaise hoga

10) important instruction for candidate

Important dates :- 

 Application start online date :-1 October 2020

Application last date online :- 20 October 2020

Candidate admit card :- 4 November 2020 

exam date :- 21 / 22 November 2020 

Candidate result date  :- 2 December 2020

Age limit for candidate :-

 candidate ke age ki ginti 1 April 2021 Se Ki Jayegi . Jismein fresher candidate ki adhiktam aayu 40 varsh ho sakti hai. AVN experience anubhavi candidate ko 57 varsh adhiktam ho sakti hai . Iske alava ST SC  and OBC candidate ko Age relaxation Army Public School rural ke according Diya jaega .

Application fees :- 

candidate ko is teacher job ke liye application fees 500 Rakhi gai hai. ST SC OBC and general Sabhi Ke liye 500 Rakhi gai hai . Yah online fees non refund hoga . Kisi bhi condition Mein Ja shulk Wapas nahin kiya jaega. Form bharne ka method online Hoga aur payment Bhi Online Kiya jaega .

Army Public School vacancy detail :-

 Army Public School ki or se vacancy ke Taur per lagbhag 8000 padon per teacheron Ki Bharti ki Jaani hai . Jismein vyakhyata Shikshak Sahayak Shikshak Ke Pad Shamil Hai .

Teacher is ability kya honi chahie :- 

1) PGT :- PGT Ke Pad Ke Liye minimum post graduation 50 pratishat ankon ke sath tatha Bed minimum 50 pratishat ankon ke sath pass hona avashyak hai.

2) TGT :- TGT ke padon ke liye Ye andar graduate minimum 50 pratishat ke sath tatha Bed minimum 50 pratishat ke sath uttirn hona avashyak hai. 

3) PRT :- PRT ke liye undergraduate minimum 50 pratishat ankon ke sath tatha 2 varsh ka diploma yah Bed 50 pratishat ankon ke sath Uttar karna avashyak hai. 

Is vacancy ke liye TET CTET anivarya hai ya nahin :-

 is application Mein form apply karne ke liye candidate ko CTET yah status TET pass  Hona anivarya Nahin Hai .

Kaun kaun se subject ke liye aavedan kar sakte hain :

candidate nimn subject per Apna online aavedan submit kar sakte hain - English , Hindi , Sanskrit , history , geography , economics , Political Science , Mathematics , physics , chemistry , biology , biotechnology , physiology , commerce , computer science , home science , physical education ine Sabhi subject mein Main Kisi bhi pad per aavedan kar sakte hain .

Teacher selection process kya hai :-

 teacher selection process 3 step Mein complete hoga.

1) online screening exam

2)  candidate ka interview

3)  teaching skill

Online screening exam kaise hoga :-

 PGT Aur TGT candidate ke liye one line MCQ test Rakha jaega . 180 mint me 180  question solve karne Honge . PRT ke candidate ko bhi 1 line MCQ test dilana hoga jo 90 minute ka hoga 90 question Puche Jaenge .

Negative marking :-

 is exam Mein negative marking Rakhi gai hai.  Agar candidate galat Uttar Deta Hai To 0.25 ank can't liye jaenge.

Important instruction for candidate :- 

jo bhi candidate is form ko feel karna chahte hain vah form fillup karne se pahle Ek Bar official notification ko acche se padh le . Official notification Mere Telegram group Abhyas online class search karke aasani Se download kar sakte hain .


Share Post



Comment Instructure
आपके Comment का Reply जल्द ही मिल जाएगा आप दोबारा इस पोस्ट पर Visit करके अपने कमेंट का Reply देख सकते हैं
ऊपर Image/Text पर click करें