अभ्यास GK .COM HOME JOB GK Motivation News CTET

बीएससी नर्सिंग फ्री कोर्स करे । आवेदन भरना प्रारम्भ हो चुकी है जल्दी करे आवेदन

 निःशुल्क बीएससी नर्सिंग एवं GNM 2020 के पाठ्क्रम में प्रवेश लेकर बालिका शिक्षा योजना का लाभ ले । 


National Mineral Development Corporation ke a Samajik dayitv ( CSR ) ke tahat bailadila Loha ayask khanan unit ki or se Balika Shiksha Yojana antargat Bastar Kshetra ke jitne bhi ichuk evm yogyata rakhne wale  Balika hai Jo anusuchit janjati ke antargat Aate Hain vah nishulk Mein 4 varsh ka BSc nursing aur 3 varsh ka GNM course nishulk Mein prapt kar sakte hain . Ise se sambandhit sampurn Jankari niche bataiye gai hai niche padhakar Jankari prapt Karen .

Candidate ka yogyata kya honi chahie :-

- candidate ko 12th mein science subject Biology Chemistry Physics Mein minimum 45% ankon Ke Sath Uttaran hona avashyak hai .

Kahan Ke Abhayrthi yah aavedan kar sakte hain :- 

yah aavedan sirf Chhattisgarh ke Bastar sambhag mein aane wale a Jile Dantewada , sukma, Kunda Gaon , Bijapur tatha Narayanpur Jile Mein Rahane wali anusuchit janjati ki Balika hain is form ko Bhar sakte hain. 

Candidate family income Kitni honi chahie :-

- candidate ki family income monthly 6000 se Adhik Nahin Hona chahie arthat varsh mein 72000 se Adhik income Nahin honi chahie . Aavedan karte samay income certificate minimum Ek varsh Purana submit karna hoga .

Free course kaun se college mein karaya jaega :-

Balika Shiksha Yojana antargat prapt Hone Wali nishulk training BSc nursing tatha GNM ke course Apollo School of nursing Hyderabad mein Karai Jayegi .

Mahatvpurn baten :-

 Chinese chhatron ko nursing pathykram Mein pratyek varsh Pariksha Uttar karna anivarya hai, Pariksha Mein Uttar Nahin hone ki sthiti mein NMDC national mineral Development Corporation dwara shulk pradan karna band kar di Jayegi. 

Aavedan kaise aur kahan kar sakte hain :-

 candidate Apna aavedan Dak post yah email ll offline ke Madhyam Se Apna form submit kar sakte hain .  Aavedan ko is Patte Per bhejen up mahaprabandhak NMDC Limited BIOM bacheli complex Jila Dakshin Bastar Dantewada Chhattisgarh ke Patte Per bhejna hai .Ya nmdcbsy@gmail.com pr email bheji site h .  Heading Mein NMDC Balika Shiksha Yojana 2020 aavedan Patra likhna anivarya hai

Kaun kaun se document lagenge :-

 candidate ko form fillup karne ke liye saath mein main 10th , 12th , income certificate , caste certificate   , Niwas Praman Patra , ration card , Aadhar card ki Chhaya Prati submit Karni Hogi .

Aavedan karne ki antim tithi kya hai :-

 iske liye aavedan karne ki antim tithi 14 October 2020 Rakhi gai hai . 14 October 2020 ke bad agar koi form aata hai to use per Koi vichar nahin kiya jaega. 

Chayan prakriya :- 

candidate ki Chayan prakriya vahan upsthit NMDC AVN Apollo Prabandhak dwara Kiya jaega jismein bailadila Kshetra ke aaspaas ke candidate ko Prathmik Pata Diya jaega . NMDC evm Apollo ke Prabandhak dwara liya Gaya nirnay antim sarve Mein hoga .



Tip :- 

is Pravesh Suchna ko NMDC ki website www.nmdc.co.in ke career board se bhi download kiya Ja sakta hai. Aavedan karne se pahle candidate official notification ko acche se padh le . 


Share Post



Comment Instructure
आपके Comment का Reply जल्द ही मिल जाएगा आप दोबारा इस पोस्ट पर Visit करके अपने कमेंट का Reply देख सकते हैं

6 Comments

New Comments
Unknown
admin Reply
August 9, 2021 at 10:24 PM ×

OBC walo ka aadmision hoga ke nhi

avatar
Unknown
admin Reply
August 21, 2021 at 11:09 AM ×

OBC walo kA addition Hoga ki nhi

avatar
Unknown
admin Reply
May 28, 2022 at 11:26 PM ×

Bsc nursing karna h

avatar
Unknown
admin Reply
May 13, 2023 at 4:53 PM ×

Agar ap humai nursing course kar na moka diga tho hum ko bady khusi ho
Thank u

avatar
Sanajjum ali
admin Reply
October 21, 2023 at 5:44 PM ×

Muje bsc nursing karne hi

avatar
ऊपर Image/Text पर click करें