अभ्यास GK .COM HOME JOB GK Motivation News CTET

SSC CHSL नया exam date 12 अक्टूबर से 20 अक्टूबर तक चलेगी परीक्षा

 Staff Selection Commission ने CHSL अर्थात common Higher Secondary Level exam के लिए दिनांक निर्धारित कर दी है। यह एग्जाम 12 अक्टूबर 2020 से 20 अक्टूबर 2020 तक चलेगी। 



कर्मचारी चयन आयोग ssc अर्थात Staff Selection Commission Exam 2019 main CHSL arthat common Higher Secondary Level exam 2019 ke Pariksha ke liye naya exam date declare Kiya gaya hai. Ya exam Corona Ke Chalte exam ko radd kar diya gaya tha . Ya exam prarambh ho chuki thi aur aadhe se Adhik candidate ya exam Dila Chuke the . March natak aadhe se Adhik candidate exam Dila chuke hain. Bache Hue candidate ke liye naya exam date fix Kiya Gaya Hai Iski Jankari SSC ki official website se a check ki Ja sakti hai . Jismein bacche Hue pariksharthi Apna exam Dila Payenge.

New exam date :- 

bache Hue candidate ke exam lene ke liye ye naya exam date 12 October 2020 se 20 October 2020 Tak Rakhi gai hai. Jismein pratyek Din teen pariyon Mein paper liya jaega. 

Exam syllabus :- 

is exam Mein 20 date ko 12th level ke question Puche Jaenge . Yah exam 100 ankon ka hoga jismein 100 question Puche jaenge.


Kahan Se Kahan  kitne number ka aaega  prashn :-  

Is exam ke prashn Patra 4 bhagon Mein baithe honge .
1) general English
2) maths
3) reasoning
4) general awareness GS 
Pratyek paath ke 25 25 question Puche jaenge aur pratyek prashn ke liye 01 ank nirdharit Kiya gaya hai. Total 100 question ke liye 100 mark Rakha gaya hai .

Negative marking:- 

Is exam Mein candidate ke liye negative marking Rakhi gai hai candidate ke dwara Agar galat Uttar Diya Jata Hai to  0.25 number Kanth De Jayegi


Exam kaise hoga :- 

yah exam online Kiya Jaega Jisne exam centre Mein candidate ko CBT ke Madhyam se question solve karne Honge. CBT arthat Computer Based test aapko dilana hoga. Sabhi prashn bahuvikalpi arthat multiple-choice answer wale Honge .

Kitne ghante ka exam hoga :- 

Yah exam 1 ghante ka Hoga arthat 60 minute mein Hundred question aapko solve karne Honge.

Exam medium kya hoga :- 

Candidate ke liye exam question paper Hindi aur English donon medium may provide Honge . CBT ke Madhyam se yah paper dilana hoga. 


Admit card kaise download Karen :- 

Admit card download karne ke liye candidate ke pass do option website per Di gai hai. 
1) Agar candidate Apna registration number yah roll number ke sath Apna date of birth dalta hai to uska admit card , exam date Sabhi Dekhkar download kiya Ja sakta hai.
2) Agar candidate Kuchh Karan vah Apna roll number yah Apna registration number bhul gaya hai tab vah Apna Naam Apne Pitaji ka naam tatha date of birth ke sath login Karke a bhi apna admit card download kar sakta hai. 





Important instruction for candidate :- 

1) candidate ko exam start hone se pahle exam centre mein ek ghanta pahle pahunch Ne Hogi.
2) exam hall mein kisi bhi tarike ka electronic device Calculator Digital Ghadi pen paper allowed nahin kiya jaega .
3) candidate ko Apne Sath do photo ID proof ke liye Aadhar card pan card yah voter ID card tatha admit card Apne Sath Rakhna anivarya hai.

 important note :- candidate exam dilane se pahle admit card mein Diye Hue introduction ko acche se padh len




Share Post



Comment Instructure
आपके Comment का Reply जल्द ही मिल जाएगा आप दोबारा इस पोस्ट पर Visit करके अपने कमेंट का Reply देख सकते हैं
ऊपर Image/Text पर click करें