Shanti ka Nobel puraskar 2020 में WFO अर्थात world food programme Vishva Khadya karykram Ko Diya Gaya.
Har Sal Nobel puraskar ka Elaan Kiya jata hai aur is varsh Shanti ke Kshetra Mein Nobel puraskar prapt Karne Wale WFP arthat world food programme ko Dene Ki Ghoshna ki gai hai .
Vishva Khadya karykram ko is varsh 2020 ka Shanti ka Nobel puraskar dene ke Ghoshna ke pakshat vibhinn kshetron mein milane wale Nobel price ka Elaan ho chuka hai .
Bhookh se Ladne ke Prayas yuddh brisht kshetron Mein Halat sudharne aur Bhookh ke Hathiyar ke Taur par istemal ko rokane Mein Bhumika ke liye WFP ko Nobel Diya gaya hai.
WFP lagatar 2019 se deshon mein 10 karod Logon Ko sahayata pahunchi hai. Puraskar ke is Daur Mein environment ke a karykarta greta thunberg aur WHO bhi Shamil the .
Chamta Nirman ko Lekar Bharat mein bhi kiye Gaye kam :-
Bharat mein WFP 1963 se lagatar kam kar rahi hai. Allah Ki Sangathan Sidhe Khadya sahayata ke Baje Bharat ko takniki Aur chamta Nirman service dene Mein vah Sthan per rahi hai. Sangathan is Baat Ka Dhyan de raha hai ki bhojan aadharit Samajik suraksha kavach Ko Itna Saksham banaa Diya Jaaye ki Abadi badhane ke sath Khadya aapurti Mein kamina Na ho .
Kin kin Chetra Mein Diya jata hai yeah Puraskar :-
Nobel puraskar pratyek varsh 06 chhatron Mein Diya jata hai . Vah Kshetra nimn hai
1) Shanti Kshetra
2) bhautiki ke Kshetra mein
3) Rasayan ke Kshetra mein
4) Medical ke Kshetra mein
5) Sahitya ke Kshetra mein
6) Arthashastra ke Kshetra mein
Kab Diya Jata Hai yah Puraskar :-
Yah Puraskar Alfred B Nobel ke janmdin per II 10 December ko pratyek varsh ine 6 chhatron mein Kam Karne Wale utkrusht vyaktiyon Ko Diya jata hai . Yeah Puraskar America ke a Stockholm main Mein Diya jata hai. Tatha Shanti ke Kshetra Mein utkrusht Karya Karne Wale vyakti ya Sanstha ko yeah Puraskar narve ki Rajdhani Oslo Mein Diya jata hai .
Dheere Dheere physics chemistry medical philosophy economic ine Sabhi kshetron mein bhi e prapt Karne Wale Nobel puraskar Vijeta unke Naam jald hi ghoshit kar Diye Jaenge tat paschat Nobel Prize prapt Karne Wale a Ko 10 December ko yah Puraskar Diya jaega .
Puraskar mein kya Milega :-
Nobel puraskar mein Nobel puraskar Vijeta ko ek gold medal Ek prashasti Patra aur Rashi Di Jaati Hai .
Bharat mein Milne wale Puraskar :-
Bharat Ratna , Dada Saheb Phalke Puraskar , gyanpith Puraskar , Saraswati Samman , Shankar Puraskar , Vyas Samman , Kabir Puraskar , Dhyanchand Puraskar , Dronacharya Puraskar , Arjun Puraskar , Rajiv Gandhi Khel ratn Puraskar , Bhatnagar Puraskar , dhanwantri Puraskar . Iske alava rashtriy Nagrik alankaran se bhi sammanit karne wale Kshetra Hain Jiska Naam is Prakar hai :- Ganatantra Divas Puraskar , Swatantrata Divas Puraskar , Param Vir Chakra , Mahavir Chakra , Vir Chakra , Ashok Chakra , vishisht Seva Medal , Jeevan Raksha padak .
आपके Comment का Reply जल्द ही मिल जाएगा आप दोबारा इस पोस्ट पर Visit करके अपने कमेंट का Reply देख सकते हैं