SSc Staff Selection Commission requirement 2020 for junior engineer electrical mechanical and civil .
SSC arthat Staff Selection Commission ki or se bologe Gar engineerin ke liye bumper Bharti Nikali Hui Hai. Jismein junior engineering per padon per Bharti Hone Wali Hai . Jismein civil engineer electrical engineer aur mechanic engineer aavedan kar Sakenge . Yah Sabhi berojgar engineer Apne Bhavishya ki shuruaat junior engineer Bator prarambh kar sakte hain . Iske liye SSC dwara nikaali Gai yah Bharti bahut hi mahatvpurn hai jo bhi abhyarthi yogya hain vah is aavedan ko Bhar sakte hain. Sampurn Jankari niche Baithe Gai Hai. sampurn Jankari pani ke liye niche Pura padhen .
Staff Selection Commission junior engineer requirement 2020 Bharti se sambandhit niche nimn Baton per varnan ki gai hai :-
1) application evm exam ke important date kya kya hai ..
2) online application fees kitni hai.
3) is job ke liye age limit kya hai.
4) junior engineer vacancy detail.
5) junior engineer requirement yogyata kya honi chahie.
6) iske liye selection process kya hai.
7) monthly payment Kitna hoga.
8) exam syllabus .
9) exam minimum qualification number Kya Hogi.
10) important instruction for candidate.
Important date :-
Online application start date - 1 October 2020 online application in date - 30 October 2020 online payment last date - 1 November 2020 offline payment last date - 5 November 2020 exam date - 22 to 25 March 2021
Candidate application fees :-
Candidate ke liye application fees general tatha OBC varg ke liye 100/- rupaye Rakhi gai hai. ST/SC/PH/ female candidate ke liye Koi fees Nahin Lagegi . Candidate application fees online mode mein ya fir ke roop mein Jama kar sakte hain.
Candidate age limit :-
Candidate ki age limit alag alag post ke liye alag alag Rakhi gai hai.
BRO border Road organisation mein job ke liye civil electrical mechanical candidate ko maximum 30 year Ka ho sakta hai.
CPWD Central Public Work Department Mein candidate ki age limit civil electrical or mechanical ke liye adhiktam 32 varsh Rakhi gai hai.
CWC Central Water Commission mein civil electrical mechanical ke liye adhiktam 32 varsh Rakhi gai hai.
Staff Selection Commission junior engineer vacancy detail :-
Staff Selection Commission junior engineering 2020 requirement may junior engineer ke liye degree diploma Dhari aavedan kar sakte hain.
Junior engineer ke liye kya yogyata honi chahie :-
BRO - border Road organisation Mein Junior Engineer Civil electrical mechanical mein mein jaane ke liye minimum yogyata engineering ki degree yah 3 varsh ka diploma ke sath do varsh ka Anubhav avashya khae.
CPWD :- Central Public Work Department mein civil engineer mechanical engineer electrical engineer ke liye 3 varsh ka diploma avashyak hai .
CWC :- Central Water Commission Mein junior engineer ke liye minimum 3 varsh ka Engineering Diploma hona avashyak hai jo civil mechanical Electrical Hona jaruri hai .
Selection process :-
Candidate ko two exam dilana Hoga paper 1 Paper 2
Paper 1 - yah exam CBT arthat Computer Based test hoga jismein candidate ko optional question Puche Jaenge Jiska Ek Sahi Uttar hoga. Candidate ko prashn Patra Hindi tatha English donon Madhyam Mein prashn Patra uplabdh Karai Jayegi . Ja exam negative marking Rahegi . Galat Uttar dene per candidate ka 0.25 number can't liya jaega . Paper 1st main School 200 question 200 mark ke Puche Jaenge.
General General Intelligence and reasoning 50 question 50 mark
General awareness 50 question 50 mark
general engineering 100 question 100 mark
Paper 02 :- ya exam Apne Apne branch civil electrical mechanical wale candidate ko hi dilana hoga . is paper mein candidate ko theory answer dena Hoga Jiske Liye 300 mark Rakhe gaye hain .
Monthly payment :-
junior engineer Ke Pad per candidate ko 35400/- Se Lekar 112400/- kya kar diya Ja sakega.
exam syllabus :-
Candidate ko exam syllabus Abhyas online class ke Telegram group ko aasani se join kar Karke download kiya Ja sakta hai . SSC ke official website se bhi download kiya Ja sakta hai.
Minimum number for qualified :-
Unreserved category ke candidate ko minimum 30% lana anivarya hai. OBC / EWS ke candidate ko minimum 25% lana anivarya hai. St/SC ke candidate ko minimum 20% lana anivarya hai.
Important instruction for candidate :-
Staff Selection Commission ke Junior Engineer ke padon per nikale is Bharti mein online aavedan karne se pahle SSC ke official website se Iske notification ko acche se padh len tabhi online aavedan Karen .
आपके Comment का Reply जल्द ही मिल जाएगा आप दोबारा इस पोस्ट पर Visit करके अपने कमेंट का Reply देख सकते हैं