छत्तीसगढ़ में डीएलएड , बीएससी बीएड , बीए बीएड के सत्र 2020 में प्रवेश के लिए ऑनलाइन काउंसलिंग करने की तारीख SCERT की ओर से जारी
Chhattisgarh Rajya ke vibhinn Prashikshan Sanstha government aur private college main BSc bed , BA bed , 2020 sathra ke admission ke liye SCERT ki or se official notification Jari karte hue aur online counselling ki admission ki Tithi declare kar di gai hai . jismein online ke liye admission ki tithiyan teen alag alag Charanon mein ki gai hai ।
Chhattisgarh Rajya ke Niji Shiksha Mahavidyalaya Mein sanchalit 4 varshiy BA bed BSc bed shasakiy diet BTI Niji Shiksha Mahavidyalaya Mein sanchalit deled pathyakram 2020 - 2021 Mein Pravesh Hetu ichchuk va Patra abhyarthi website SCERT ke online page Mein jakar nirdharit pratikriya shulk Ka bhugtan Kar panjiyan evm Vikalp form anivarya Roop se online Jama kar sakte hain .
DELED pathyakram
DELED karne ke liye yogyata :- candidate ko deled Mein Pravesh ke liye newnatam 12th pass hona anivarya hai . Dled ki Pravesh Suchi ki list 12th ke percent base per taiyar ki Jayegi .
Age limit :- candidate ko newnatam 17 Varsh purn kar liya hona anivarya hai
Dled course ke liye fees :- deled course ki fees private college or government college mein alag alag hai. Government college mein candidate ko 3000 Prati varsh lagega arthat 2 varsh ke pratyay kram mein 6000 rupaye lagega. private college mein main candidate ko 19000 Se Lekar ke 20000 prativarsh lag sakta hai arthat 2 varshiy Pathak ram ko purn karne mein lagbhag 40,000 fees lag sakti hai .
Deled course ke liye online counselling ki important date :- deled course main Pravesh ke liye SCERT ke dwara teen alag alag Charanon mein online admission form bhara jaega jis ki Tithi niche bataiye Gayi Hai .
First counselling:-
online date :- 6/10/2020 to 16/10/2020
admission date :- 23/10/2020 to 29/10/2020
second counselling :-
Online date :- 03/11/2020 to 09/11/2020
Admission date :- 18/11/2020 to 24/11/2020
Third counselling :-
online date :- 28/11/2020 to 03/12/2020
Admission date :- 9/12/2020 to 15/12/2020
BSc bed BA bed pathykram :-
BSc bed BA bed ke liye yogyata :- is pathykram Mein Pravesh ke liye candidate ko 12th pass hona anivarya hai BSc bed BA bed ki merit Suchi ke liye list 12th ke percent ke Aadhar per hi nikala jaega.
Age limit :- candidate ki newnatam aayu 17 varsh purn Hua hona anivarya hai.
BSc bed BA bed online counselling date :-
BSc bed BA bed mein admission ke liye online counselling ke liye date SCERT ke dwara declared kar di gai hai jo teen Charanon Mein purn Hogi nimnanusar hoga .
first counselling :-
online date :- 25/09/2020 to 03/10/2020
admission date :- 12/10/2020 to 19/10/2020
second counselling :-
online date :- 23/10/2020 to 27/10/2020
admission date :-3/11/2020 to 7/11/2020
third counselling :-
online date :- 11/11/2020 to 17/11/2020
admission date :- 25/11/2020 to 1/12/2020
नोट :- ऑनलाइन काउंसिलिंग के लिए जो अभ्यर्थी फार्म भरेंगे उससे पहले ओफ्फिसियल नोटिफिकेशन एक बार अच्छे से पड़ ले ।
Online counselling kaise karen :- ine pathykram Mein Pravesh ke liye online counselling form SCERT Ke official website se Bhara Jayega ।
Comment Instructure
आपके Comment का Reply जल्द ही मिल जाएगा आप दोबारा इस पोस्ट पर Visit करके अपने कमेंट का Reply देख सकते हैं
आपके Comment का Reply जल्द ही मिल जाएगा आप दोबारा इस पोस्ट पर Visit करके अपने कमेंट का Reply देख सकते हैं