अभ्यास GK .COM HOME JOB GK Motivation News CTET

एक किसान की प्रेरणाप्रद कहानी , जो समस्या आने से पहले ही उसका समाधान करके रखता था

 एक किसान की प्रेरणाप्रद कहानी , जो समस्या आने से पहले ही उसका समाधान करके रखता था 



Ek Gaon Mein Ek Kisan rahata tha Jo bahut Hi mehnati Tha . Wah Pratidin kheton Mein Jata aur man lagakar kheti Karta Tha. Dheere Dheere Apne Aas Paas ke kheton ko bhi rent per le kar ke a kheti karna Shuru kar diya. Khet Mein kam karne ke liye vah sirf Akela ho jata tha. Use uske sath kam karne wale ek helper ki jarurat thi . Jo uski Khet ke Karya Mein Hath Bata sake. Jo imandari se Puri Lagan ke sath mehnat Karke a uski Sath den. 

Aise vyakti Ki Talash Mein vah Kisan dusre gaon ki aur Nikal Gaya. Vah idhar udhar sabhi Aise vyakti Ki Talash Shuru kar di Jo uski madad Karen kheti karne mein. Sabhi Taraf dhundha lekin Uske Man ke hisab se Aisa Kaun bhi vyakti nahin mila. Vah Udaas hokar Ghar Wapas a raha tha tabhi use Raste Mein Ek yuvak Mila. Jo Shant hokar ke ped Ke Niche Baitha tha. 

Vah Kisan use yuvak se poochha Kya Tum Mere Khet Mein kam karna chahoge . Usi yuvak Ne uske sath kam karne ke liye Raji Ho Gaya. Kisan bola use se pahle Tumhen Mere sawalon ka jawab dena hoga. Yuvak bola Poochho kya Sawal hai.

Kisan ne poochha - Agar Tej Barish Tej Aandhi Toofan chal rahi Hogi to Tum Khet Mein Kya Karoge. 

Yuvak Ne Shant Man Se Uttar Diya, Agar Tej Barish aur Tej Aandhi Toofan chal rahi Hogi to use Samay Mein Apne Kamre Mein Shant Ho Kar sota rahunga. 

Yah sunkar Kisan ko bada Ajeeb Laga parantu use kam per Rakh liya. Kisan aur yuvak donon Milkar ke Pratidin kheton Mein Jaate saath saath kaam karte. Donon Ne Milkar Khet Ki jutaai ki Bij ropan Kiya aur Nind I Gudi ki Dheere Dheere fasal pakka taiyar Ho Gaya. Donon Ne Milkar fasal ko Kanta aur aur Khet Mein Bhandari Kar Diya. 

Kisan Kuch Saman kharidne ke liye Shahar ki Or Chala Gaya. Usi Din Tej Barish Aandhi Toofan Chalna prarambh Ho Gaya. Tej bijali ghar jaane ke sath Barish shuru ho gai. Kisan ko use Yuva Ki Baat Yad a gai Jab Kisan use yuvak se prashn poochha tha tab Uske Uttar Mein use jo mila tha. Ki Jab Tej Barish Aandhi Toofan Aaegi Tab Tum kya karoge To yuvak bola tha ki vah aaram se apne Kamre Mein sota rahega. Pata nahin vah Anaaj ko surakshit Rakha Hoga ya nahin ya FIR maje Se Aaram Se Kamre Mein so raha hoga.

Vah turant jaldi jaldi Shahar Se gaon ki or bhaga bhagte bhagte Khet Ki or Gaya aur use yuvak Se sarvpratham Mila. Usne Dekha ki vah Apne a Kamre Mein Main aaram se maje le kar so raha tha. Yah dekh kar Kisan bahut krodhit hua. Aur Kahane Laga Tej Aandhi Toofan aur barish ho rahi hai aur tum Yahan Mein Jaise so rahe ho. Yuvak Ne Uttar Diya Main To aapko Pahle Se Hi Bata diya tha ki Jab Bhi Barish Hogi tab mein maje se apne Kamre Mein sota rahunga. Use Samay Kisan bahut krodhit hua han lekin se bahas karna Jaruri Nahin Samjha Jaruri se phia thi ki Anaaj ko Aandhi Toofan aur Pani Se Bachana tha.

Kisan dant dant Anaaj ke pass pahuncha. Usne Dekha ki Sare Anaaj surakshit Sthan per Rakhe hue the the Sare maweshi janwar surakshit Sthan per Bandhe Hue The . Kisan samajh gaya tha ki vah yuvak Samay se aane wale samasya ke pahle hi use samasya ka Samadhan Karke Rakha Hua Hai Tabhi vah Apne Kamre Mein aaram se sote raha hai. 

Kisan Wapas yuvak ke paas aata hai aur use shabashi deta hai.

Result :- is Kahani se Hamen yah Prerna milati Hai Ki Jab Hamen Pata hota hai ki yah samasya Aane Wali Hai Tabhi Ham use samasya ka Samadhan dhundhte Hain. Use samasya Se nipatne Ke Liye hamare pass pahle se hi sadhan hote hain lekin Ham uska upyog samasya Aane per hi Karte Hain. 


Share Post



Comment Instructure
आपके Comment का Reply जल्द ही मिल जाएगा आप दोबारा इस पोस्ट पर Visit करके अपने कमेंट का Reply देख सकते हैं

1 Comments:

New Comments
ऊपर Image/Text पर click करें