BSc nursing MSc nursing post basic nursing admission for 2020
Bsc nursing 2020 admission ke liye online counselling start ho chuki hai . Jo bhi candidate BSc nursing, MSc nursing 2020 main admission Lena Chahte Hain vah nishchit tithi ke andar hi he apna online counselling kara le .
Important dates for online counselling
Start date :- 24 August 2020
Last date :- 23 September 2020
Online counselling kaise karen :- CG BSc nursing MSc nursing , post basic nursing mein online counselling karne ke liye www.cgdme.co.in apna aavedan nishchit tithi ke andar submit kar skte h .
BSc nursing ke liye qualification :- BSc nursing mein admission ke liye 12th qualification ke roop mein candidate ke pass minimum 45% ke sath pass Hona chahie . Jo physics chemistry biology subject wale ho .
MSc nursing ke liye qualification :- MSc nursing mein admission ke liye candidate ko minimum 55% ke sath BSc nursing pass hona anivarya hai .
Candidate ka admission kaise hoga :- BSc nursing MSc nursing mein counselling karane ke pakshat 12th ke percentage aur BSc nursing ke percentage ke Aadhar per merit list taiyar Kiya jaega. aur Suchi taiyar ki Jayegi . Suchi ke anusar select college main candidate ko admission Diya jaega .
Admission ke Samay lagne wale important document :- 1
Pahle BSc nursing MSc nursing post basic nursing mein admission ke liye CG Vyapam ki or se interest exam liya jata tha . jismein prapt numberon ke Aadhar per Vyapam ki or se Suchi taiyar ki jaati thi . Fir online counselling Karana Hota tha jismein Apne man Pasand Government College private college select Karke Jis bhi college main Naam Aata vah use college mein aasani se admission Mil Jata tha . Is varsh Abhi BSc nursing MSc nursing post basic nursing mein admission ke liye CG Vyapam ki or se online aavedan Mangi ja chuki thi parantu Sabhi parikshaen radd kar di gai aur Sidha online counselling start kar diya gaya hai.
Last date se pahle Apna online counselling avashya kara le . online counselling karane Se Pahle officeyl notification instruction acche se padh le .
Iska ditail video dekhne ke liye Click hear
Other video dekhne ke liye niche slide kre
आपके Comment का Reply जल्द ही मिल जाएगा आप दोबारा इस पोस्ट पर Visit करके अपने कमेंट का Reply देख सकते हैं